MERE RASHKE QAMAR LYRICS – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan
Mere Rashke Qamar Lyrics a super hit revised song from Baadshaho is sung by Rahat Fateh Ali Khan music produced by Tanishk Bagchi with lyrics penned by Manoj Muntashir. The original qawwali that praises love narrated by the legendary singer Nusrat Fateh Ali Khan Saab.
Baadshaho starring Ajay Devgn, Emraan Hashmi, Ileana D’Cruz, Esha Gupta, Sanjay Mishra and Vidyut Jammwal is directed by Milan Lutharia and releasing on 1 September 2017. Lyricsmaya brings you Romantic Sufi Track of the year 2017 enjoy and stay connected with us. Also read Mere Rashke Qamar Full Lyrics word to word by Nusrat Fateh Ali Khan which is 17:34 duration and watch video below.
Song: Mere Rashke Qamar
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Tanishk Bagchi
Music Label: T-Series
Mere Rashke Qamar Lyrics
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya (x3)
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Jaam mein ghol kar husn ki mastiyan
Chandni muskrayi maza aa gaya
Ho behijaba na woh saamne aa gaye
Aur jawani jawani se takra gayi
Aur jawani jawani se takra gayi
Aankh unki ladi yun meri aankh se
Dekhkar yeh ladayi maza aa gaya (x2)
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Aankh mein thi haya har mulakat par
Surkh waaris huye wasl ki baat par
Surkh waaris huye wasl ki baat par
Usne sharma ke mere sawalat pe
Usne sharma ke mere sawalat pe
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya (x3)
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Jaam mein ghol kar husn ki mastiyan
Chandni muskrayi maza aa gaya
NUSRAT FATEH ALI KHAN’s Mere Rashke Qamar Full Lyrics
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
(re maza aa gaya)
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya (x6)
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya (x3)
(Aag aisi lagayi maza aa gaya)
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya (x3)
[Sargam]
Barf si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
jaam mein gholkar husn ki mastiyan
(jaam mein gholkar husn ki mastiyan)
chandni muskurayi maza aa gaya
(chandni muskurayi maza aa gaya)
chand ke saaye mein aye mere sathiya
(chand ke saaye mein aye mere sathiya)
tune aisi pilayi maza aa gaya
chand ke saaye mein aye mere sathiya
tune aisi pilayi maza aa gaya (x3)
[Sargam]
chand ke saaye mein aye mere sathiya
tune aisi pilayi maza aa gaya (x2)
nasha sheeshe mein angdayi lene laga
(nasha sheeshe mein angdayi lene laga)
nasha sheeshe mein angdayi lene laga (x5)
[Sargam]
bazm e rida mein sagar khanakne lage (x2)
mehkade pe barasne lagi mastiyan
jab ghata girr ke chayi maza aa gaya
mehkade pe barasne lagi mastiyan
jab ghata girr ke chayi maza aa gaya
be-hijabana woh saamne aa gaye
aur jawaani jawaani se takra gayi (x2)
aankh unki ladi yun meri aankh se
dekh kar yeh ladayi maza aa gaya (x5)
aankh mein thi haya har mulakat par
aankh mein thi haya har mulakat par
surk aariz huye wasl ki baat par
surk aariz huye wasl ki baat par
usne sharma ke mere sawalat pe
usne sharma ke mere sawalat pe
aise gardan jhukayi maza aa gaya
usne sharma ke mere sawalat pe
aise gardan jhukayi maza aa gaya
[Sargam]
usne sharma ke mere sawalat pe
aise gardan jhukayi maza aa gaya
re shaikh sahib ka imaan bik hi gayi
shaikh sahib ka imaan bik hi gayi
shaikh sahib ka imaan bik hi gayi
dekh kar husn e saqi pighal hi gaya
dekh kar husn e saqi pighal hi gaya
aaj se pehle yeh kitne maghroor the
aaj se pehle yeh kitne maghroor the
uth gayi paarsayi maza aa gaya
aye panaah shukr hai aaj paa de panaah
aye panaah shukr hai aaj paa de panaah
usne rakh li mere pyaar ki aabroo
apne hathon se usne meri qabr pe
apne hathon se usne meri qabr pe
chadar e gul chadhayi maza aa gaya
apne hathon se usne meri qabr pe
chadar e gul chadhayi maza aa gaya
[Sargam]
apne hathon se usne meri qabr pe
chadar e gul chadhayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
You are reading: MERE RASHKE QAMAR LYRICS – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan
Thank you for reading this MERE RASHKE QAMAR LYRICS – Baadshaho .
That was MERE RASHKE QAMAR LYRICS – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan
That was MERE RASHKE QAMAR LYRICS – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan hopefully useful and you like it. Don't forget to visit other lyrics on this website.
Your are reading MERE RASHKE QAMAR LYRICS – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan, url address : https://regomodoslinux.blogspot.com/2018/09/mere-rashke-qamar-lyrics-baadshaho.html