Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh. Hello all of song lyrics visitors. On this occasion I'll share :"Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh." i really hope that you like this Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh.
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
jab nazar se milaayi maza aagaya.
Barq si gir gayi kaam hee kar gayi,
aag aisee lagaayi maza aagaya.
Jaam mein ghoul kar husn kee mastiyaan,
chaandni muskurai maza aagaya.
Chaand ke sa’ay mein ay mere saaqiya,
tu ne aisee pilaayi maza aagaya.
Nasha sheeshe mein angrai laine laga,
bazm e rindaan mein saagar khanakne laga.
Maikade pe barasne lagi mastiyaan,
jab ghata gir ke chaayi maza aagaya.
Be hijabaana wo saamne aagaye,
aur jawaani jawaani se takra gayi.
Aankh unki laree yoon meri aankh se,
daikh kar ye laraai maza aagaya.
Aankh mein thee hayaa her mulaqaat par,
surkh aariz hu’ay wasl ki baat par.
Us ne sharma ke mere sawaalat pe,
aise gardan jhukaayi maza aagaya.
Shaikh sahib ka imaan bik he gaya,
daikh kar husn e saqi pigal he gaya.
Aaj se pehle ye kitne maghroor the,
lut gayi parsaayi maza aagaya.
Ay fana shukr hai aaj baad e fana,
us ne rakh le mere pyaar kee aabro.
Apne haathon se usne meri qabr par,
chaadar e gul charhaayi maza aagaya.
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
jab nazar se milaayi maza aagaya
Thank you for reading this Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh.
Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh
jab nazar se milaayi maza aagaya.
Barq si gir gayi kaam hee kar gayi,
aag aisee lagaayi maza aagaya.
Jaam mein ghoul kar husn kee mastiyaan,
chaandni muskurai maza aagaya.
Chaand ke sa’ay mein ay mere saaqiya,
tu ne aisee pilaayi maza aagaya.
Nasha sheeshe mein angrai laine laga,
bazm e rindaan mein saagar khanakne laga.
Maikade pe barasne lagi mastiyaan,
jab ghata gir ke chaayi maza aagaya.
Be hijabaana wo saamne aagaye,
aur jawaani jawaani se takra gayi.
Aankh unki laree yoon meri aankh se,
daikh kar ye laraai maza aagaya.
Aankh mein thee hayaa her mulaqaat par,
surkh aariz hu’ay wasl ki baat par.
Us ne sharma ke mere sawaalat pe,
aise gardan jhukaayi maza aagaya.
Shaikh sahib ka imaan bik he gaya,
daikh kar husn e saqi pigal he gaya.
Aaj se pehle ye kitne maghroor the,
lut gayi parsaayi maza aagaya.
Ay fana shukr hai aaj baad e fana,
us ne rakh le mere pyaar kee aabro.
Apne haathon se usne meri qabr par,
chaadar e gul charhaayi maza aagaya.
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
jab nazar se milaayi maza aagaya
You are reading: Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh
Thank you for reading this Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh.
That was Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh
That was Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh hopefully useful and you like it. Don't forget to visit other lyrics on this website.
Your are reading Mere Rashke Qamar Lyrics - Arijit Singh, url address : https://regomodoslinux.blogspot.com/2018/12/mere-rashke-qamar-lyrics-arijit-singh.html