Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman

Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman - Search for Millions of song lyrics HERE

Lihat Juga

  • Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman
  • Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman. Hi al of Regomodoslinux.blogspot.com beloved visitors. This time I will share :"Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman." we really hope that you like this Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman.

    Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman



    Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman

    Yaara Lyrics: Jammin’ is here with their most awaited song with the one and only – AR Rahman. This song records “Mozart of Madras” – AR Rahman’s mega collaboration with India’s YouTube stars SANAM, Arjun Kanungo, Jonita Gandhi, Sanah Moidutty, Raaga Trippin, Maati Baani, Shraddha Sharma and Siddharth Slathia. The video is shot on a huge scale and it shows how much hard work Qyuki’s Jammin’ team has put into it. It was their final song of this memorable season. Welldone Jammin Team!

    Song Title: Yaara
    Composer: AR Rahman
    Digital Artists: SANAM (Sanam Puri, Samar Puri, Venky S, Keshav Dhanraj), Shraddha Sharma, Siddharth Slathia, Jonita Gandhi, Arjun Kanungo, Maati Baani ( Nirali Kartik & Kartik Shah), Sanah Moidutty, Raaga Trippin (Alan De Souza, Gary Misquitta, Gwen Dias, Keshia Braganza, Suzanne D’Mello and Thomson Andrews) and Mumbai’s Finest (Ace, Diefferent, Ninja)
    Lyrics: Navneeth
    Rap Lyrics: Mumbai’s Finest

    Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman

    Jaane kyon beimaan hai
    Mera hi aaina
    Mujhe pehchaane na
    Kyon lage aaj khud se yeh pehli mulaqaat hai

    Chamkeela suraj toh hai utha
    Phir bhi in aankhon mein ghoome
    Kyon gehri raat hai

    Kaisi hai yeh roshni
    Jo mujh tak aaye na
    Haath badhaaye na
    Nazrein milaaye na
    Raat bujhaaye na

    Kyon har chehre pe lagey pehre

    Yeh zameen deewaaron ke bina thi bani
    Khud se khafa hai sara jahan
    Naraaz hai, naraaz hai

    Mann ke gehre se kamron mein dhoonda
    Toh miley bhoole se darwaaze
    O… Khola toh dahleez pe khadi thi
    Subah ki kirnein o…

    Dhul gayi beh gayi sari siyahi
    Ghuli hain muskaanein

    Udaa man hawaa ban
    Pehchaane na sarhadein
    Hai saanjha sa noor yeh
    Saanjhi yeh rehmatein
    Hum juda toh na thhe

    Wohi ghamon se hai
    Wohi khushi se hai dosti
    Ek si hai zindagi

    Yaara hum nahin ajnabi
    Ajnabi toh hum nahin

    Dhadke seene mein
    Yeh dil toh hai wohi
    Yaara hum nahin ajnabi
    Ajnabi toh hum nahin

    Mitti se sab baney
    Wohi rooh toh hai bhari

    Yaara ham-watan ya ham-mazhab
    Ya ham-zabaan hum na sahi
    Yaara iss zameen pe hi ho jannat
    Yeh toh chaahein hum sabhi
    Aa haath mila…

    (Rap)
    Honge sab ek aaj
    Ek jaan jazbaat
    Saath haath mil baat
    Pyaar ka yeh saugaat

    Waqt phekneka hathyaaro ko
    Waqt giraane ka deewaron ko
    Ek auzaar jo andhere ko
    Karde roshan aur sirf pyaar woh

    Khudse kyu sawaal
    Jab khud main hi jawaab mere yaar
    Kyu na baate zindagi main pyaar, jeele Aaj

    Kyu hai Kyu hai sach se
    Anjaan Kyu hai
    Hum Sab mein ek jaan hai
    Sab pehle insaan hai

    Yaara hum nahin ajnabi
    Ajnabi toh hum nahin
    Yaara, yaara
    Dhadke seene mein
    Yeh dil toh hai wohi
    Yaara hum nahin...


    You are reading: Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman


    Thanks for reading this Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman.

    That was Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman

    That was Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman hopefully useful and you like it. Don't forget to visit other lyrics on this website.

    Your are reading Yaara Lyrics – Jammin Anthem l AR Rahman, url address : https://regomodoslinux.blogspot.com/2018/12/yaara-lyrics-jammin-anthem-l-ar-rahman.html